Monday 28 March 2011

feeling of a guy...

JO kandhe par bithlakr mujhe anokhi duniya dikhata tha .
jo mere aur mere ma ki  kushiyo k liye kuch bhi kar jata tha.
ab rota hu jab sota hu bas yahi sochta hu .
ab wo ek pita nhi ,pati hi sarabi kaha jata hai.
jab kuch pucha karta tha ,1000 bar batlata tha.
ab cu karne par bhi ,gali hi batlata hai.
ab wo ek pita nhi sarabi kha jata hai..
m samjhata ma samjhti ,duniya use samjhti hai .
fir thodi der k bad ,sarab hi yad aati hai.
sarab use piti hai,use bhi samjh m aati hai.
par pta nhi ku apne baccho k tarah bhati hai.
ab wo ek pita nhi sarbi kha jata hai.
uske in karmo ki wajhe se mere bhi ek  pahechan hai
duniya kahti sarbi ka beta ,mere khud k naaam se aanjan hai.
mera kya hai m kavi hu jo man aata likhta hu.
duniya es par hasti hai  ,kahti hai bhai ku likhte ho.
m bas hasta  yahi kahta isliye m likhta hu ,KYOKI M
ab sarbi ka beta nhi kavi kha jata hu.